Hindi Lyrics

Raakh Ka Dariya Lyrics – Velle , Divya Kumar

Advertisement

Raakh Ka Dariya song Details:

Film/Album: Velle
Song Name: Raakh Ka Dariya
Singer: Divya Kumar
Composer: Sohail Sen
Lyrics by: Siddharth-Garima

Raakh Ka Dariya song Lyrics -Velle , Divya Kumar

Socha tha kya kya ho gya
Sab bewajah sa ho gya
Sau raste sare galat
Joh tha sahi kahin kho gya

Tha khel sab toh khel me
Ruthi kahan manmaaniyan
Nadaniyan yeh kya huin
Duswariyan ab yaariyan

Asmaano se bhi kyun
Taare bhi chhin gye
Raat kaali hain ab
Roshan woh din gye

Hai andhera ghana
Jaane ho kis tarah
Woh subah, woh subah

Humsafar tanha
Darbadar dunia
Kismate ruswa
Kasmkash galiyaan

Khanjali raahein
Lamhon mein sadiyaan
Naskaari saansein
Gumsuda khusiyaan

Aag seene me
Khakh jeene me
Aakh yeh lamhe
Raakh ka dariya

Dil samundar hain lehre toofan
Hai hawa ka bhawandar jhoka
Doobne ko hain apani kashtiyaan

Bin door ki patangen hain
Bin chood ki surange hain
Ek dhoondh si hain chhai
Apani ankhon me

Humsafar tanha
Darbadar dunia
Kismate ruswa
Kasmkash galiyaan

Khanjali raahein
Lamhon mein sadiyaan
Naskari saansein
Gumsuda khusiyaan

Aag seene me
Khakh jeene me
Aakh yeh lamhe
Raakh ka dariya

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close