Hindi Lyrics

TERI HO NA SAKI Lyrics – Shayad Woh Sune

Advertisement

TERI HO NA SAKI Song details :

Song : TERI HO NA SAKI
MOvie : Shayad Woh Sune
Lyricist : King
Music : Bharg
Director : Tathagat Pant

TERI HO NA SAKI Lyrics – Shayad Woh Sune

Hmm..

Meri aankhein yeh tujhpe tiki
Tu mil jaaye abhi tu mil jaa abhi

Main maana teri ho na saki
Par tujhe kho naa saki
Mujhe har pal tu yaad tha
Main bas tujhe bol naa saki

Mujhe tera pyaar yaad hai
Main raaj ye kho na saki
Mujhe bas tujhse pyaar tha
Main bas tujhe bol naa saki

Mujhe rehne deta teri in baahon mein
Kabhi akeli na padti main raahon mein
Aaj dekh le tu haal mera main kho gayi

Dukha dil tera maana galti thi
Par teri baatein saari maana karti thi
Huye kam na faasle par tu hai saamne

Main maana teri ho na saki
Par tujhe kho naa saki
Mujhe har pal tu yaad tha
Main bas tujhe bol naa saki

Mujhe tera pyaar yaad hai
Main raaj ye kho na saki
Mujhe bas tujhse pyaar tha
Main bas tujhe bol naa saki

Woh kehta mujhe raah meri tak lena
Main tujhe lene ik din aaunga
Aaj bhi pyaar mein main meri jaan
Bas teri rahaan takdi

Sachhe pyaar da haal aiddan karda na koi
Na tainu khabar raja kinna main royi
Saare zamaane pe main hasdi rehndi si
Khudpe pe jo beete tan hasda na koi

Main ki karaan bas chalda nai mera
Aaj phir kyun teri yaadon ne ghera
Chhod jo gaya tha meri hi galti thi
Jab samjha ho sakta tha mumkin yeh phir

Aaj bhi fir tujhse kehdu main
Yeh jhooth mera dil tujhpe marta nahi
Ruk jaati jo mein ik baat pe
Ke tu pyaar mujhse karta nahi

Main maana teri ho na saki
Par tujhe kho naa saki
Mujhe har pal tu yaad tha
Main bas tujhe bol naa saki

Mujhe tera pyaar yaad hai
Main raaj ye kho na saki
Mujhe bas tujhse pyaar tha
Main bas tujhe bol naa saki

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close