Punjabi Lyrics

Tohmat Lyrics – Shipra Goyal , Gauahar Khan

Advertisement

Tohmat song Details:

Song Name: Tohmat
Singer: Shipra Goyal, Gauahar Khan
Composer: Enzo
Lyrics by: Nirmaan

Tohmat song Lyrics

Hum ghoom rahe hai
Han jhoom rahe hai
Hum ghoom rahe hai
Han jhoom rahe hai

Hum dunian walon se
Tohmat lagvake ghoom rahe hai
Bann kaar anjaan hum
Apni masti mei jhoom rahe hai

Hum dunian walon se
Tohmat lagvaake ghoom rahe hai
Paar hum anjaan hai
Apni masti mei jhoom rahe hai

Ki kar aan jeh nal ohde
Ishq ainna ho gya
Kohi farq nahi painda
Jeh nirmaan bewafa ho gya

Unki wajah se hum
Mashur ho ke ghoom rahe hai

Hum dunian walon se
Tohmat lagvaake ghoom rahe hai
Bann kaar anjaan hum
Apni masti mei jhoom rahe hai

Hum ghoom rahe hai
Han jhoom rahe hai
Hum ghoom rahe hai
Han jhoom rahe hai

Ik kam karo ehsaan karo
Mera bhi ek jam bharo
Jitna mujhko kaar sakte ho
Utna tum badnaam karo

Ailaan karo sareaam karo
Ikk jaari farman karo
Mera jeena mushkil kaar
Uska jeena aasaan karo

Ilzaam mere te laa ke
Oh begunah ho gya
Sara zamana ohdi
Gal da gawah ho gya

Unki wajah se
Kohinoor ho ke ghoom rahe hai

Hum dunian walon se
Tohmat lagvaake ghoom rahe hai
Bann kaar anjaan hum
Apni masti mei jhoom rahe hai

Humne bhi apni safaayi ke
Liye naa kohi daleel dia
Usne apne mohalle mei
Bula kaar hamein zaleel kia

Uska ye roj kaa kaam hain
Failana jhuthi afwaein
Usne pehle hi khareed liya
Jo humne tha vakeel kiyaa

Hum pyar mei lutne kaa
Dastoor ho ke ghoom rahe hain

Hum ghoom rahe hai
Han jhoom rahe hai
Hum ghoom rahe hai
Han jhoom rahe hai

Kohi keemati cheez lene ke liye
Kharcha toh hota hain
Aur joh akhbaar mei
Chape kisi auraat ki tasveer
Toh charcha toh hota hain

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close