Khuda Se Dar Lyrics – Asim Riaz
Khuda Se Dar Details:
Song Name: Khuda Se Dar
Singer: Asim Riaz
Composer: Charan
Lyrics by: Asim Riaz
Khuda Se Dar Lyrics -Asim Riaz
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar dar
Duhayi de duhayi le
Haa dil se lad
Joh bhi hai tera hai
Mehnat kar
Joh bhi hai ya
Uski rehmat ka asar
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar dar
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar dar
Khuda se, khuda se, khuda se
Aa khuda se, khuda se, khuda se
Khuda se dar
Apna sar utha ke chaal
Kyunki dabanewaalon ki
Tuhjpe hai nazaar
Jalane aa rahe hai tera ghar
Jalane aa rahe hai tere par
Zamane se naa kar umeed
Zamane ko nahi qadar
Kama ke apni jebe bhaar
Hasa ke nazron me chadh
Maa baap ka tu bachchon jaisa
Dhyaan rakha kar
Naa tu rehna bekhabar
Naa tu rehna bekhabar
Teri khud ki rakhi
Hai taiyar kabar bande
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar dar
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar dar
Khuda se, khuda se, khuda se
Dil se de dil se lad yeh
Samjhega tu meri baatein
To tuhje hai mera salam
Ayaa me yanha failane
Mohbaat ka paigam
Saaf tu rakhna apne kam
Nashe ke kitne bure anjaam
Tu aake dekh kitne huye khatam
Maa ki aankhe abhi bhi naam
Social media pe elaan
Ye hindu yeh musalman
Khokhla karne ko insaan
Band kamro me bann
Rahe kyun plaan
Band kamron me chaal rahe
Jaam ke news ke
Bhukhe subah shaam
Hai khabron me yeh mahan
Libaz mein shaitan
Samaj le bhai maut ki kimaat
Hoti hai kya hai tuhje pata
Samaj le bhai
Khauf ki jilaat hoti hai kya
Hai tuhje pata hai muhje pata
Jaa kisi se puchh
Le mera pata
Dilhi se door
Hai mera pata
Goli ke gunj se
Kabhi hoti thi meri subah
Mera gunah mera gunah
Auro ko maaf muhje saaja
Kare yanha sab bole toh wah
Darenge jab dhalega chaand
Hai yeh kudrat ka kamal
Karma dekhe hai nakaab
Yahi bharoge janab
Apne karmo ka tum hisaab
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar dar
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar dar
Duhayi de duhayi le
Haa dil se lad
Joh bhi hai tera hai
Mehnat kar
Joh bhi hai tera hai mehnat kar
Khuda se dar dar