Laagi Lagan Shankara 2 Lyrics – Hansraj Raghuwanshi
Laagi Lagan Shankara 2 Details:
Song Name: Laagi Lagan Shankara 2
Singer: Hansraj Raghuwanshi
Composer: DJ Strings
Lyrics by: Devendar Chauhan
Laagi Lagan Shankara 2 Lyrics -Hansraj Raghuwanshi
Jai ho jai ho jai ho
Teri shankara
Jai ho jai ho jai ho
Teri shankara
Jai ho jai ho jai ho
Teri shankara
Jai ho jai ho jai ho
Teri shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Maan tujhme magan shankara
Maan tujhme magan shankara
Koi kahe tujhe shiv vairagi
Lagan meri tujhse laagi
Kohi kahe tujhe shiv vairagi
Lagan meri tujhse laagi
Koi kahe tujhe aadinath
Koi kahe tujhe aadinath
Mujhko hai bas tera sath shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Maan tujhme magan shankara
Maan tujhme magan shankara
Dum dum dam damroo tera baje
Sar pe chanda mama saaje
Haath mein tere trishul bhole
Jata mein tere ganga maa bhi viraaje
Gale mein tere sarp mala
Gale mein tere sarp mala
Aasan tera mikki chaala shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Maan tujhme magan shankara
Maan tujhme magan shankara
Dev mahadev hari tum ho mahesh
Sang gaura maiya sang kartik ganesh
Tuhi kirtivas hai bhole
Lagan teri tujhse laagi mit gaye kalesh
Koi kahein tujhe jatadhari
Tuhi hai bhola bhandari
Sarn mein jhuke duniya sari shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Maan tujhme magan shankara
Maan tujhme magan shankara
Mahima deva teri gaata jaun
Jahan bhi jaun bhole tujhko paun
Raghuwanshi gaye teri mahima
Mahima gaa ke sab ko maine sunaun
Devo mein tum degyala
Peeve bhole vish ka pyala
Tu hi mahadev pyaara shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Maan tujhme magan shankara
Maan tujhme magan shankara
Suno bhole gaura boli
Khelenge bhola sang tere holi
Roop dekha bairagi tera
Bholegi main to teri hi ho li
Holi khele ambeera se koi rang
Bole ko bhave dhatura vich aur bhang
Naamon mein nam tera
Bhole ji hai mast magan
Rehna hai bhole mujhko
Hoke aaj tujhme magan
Hoke aaj tujhme magan
Hoke aaj tujhme magan