Hindi Lyrics

Yeh Baarishein Lyrics – Nikhil Roy

Advertisement

Yeh Baarishein Details:

Song : Yeh Baarishein
Singer : Nikhil Roy
Music : Mrinmoy Sarmah
Lyrics : Neshu Saluja, Sanket Mishra
Label : Times Music

Yeh Baarishein Lyrics – Nikhil Roy

Ye baarishein khatam
Nahi kyun hoti bata
Hain kya khalish
Baadlon mein aaj kal

Main aankhon mein hi
Dhoondta Raha kyun wafa
Jhootha tha tere sang har ek pal

Faaslein aaj darmiyaan
Saanson mein shaamil sardiyaan
Hain tere bina suna aashiyaan

Kyun apna banaya tha
Jab karna paraya tha
Ki jab tujhe jaana tha
Toh phir kyon aaya tha

Kyun apna banaya tha
Jab karna paraya tha
Ki jab tujhe jaana tha
Toh phir kyon aaya tha

Paaun khudko naa kahin
Tujhme shaamil main yun hi
Hain kya sahi kya nahi
Jaanu naa

Muskura ke thi mili
Mujhe mohabbat kyon teri
Teri raza hi naa thi
Wafa ki kyaa kabhi

Hain kyun khafa yeh aaina
Tha kaanch ko toh tootna
Ishq samandar sa kiya
Anjam isme dubna

Kyun apna banaya tha
Jab karna paraya tha
Ki jab tujhe jaana tha
Toh phir kyon aaya tha

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close