Hindi Lyrics

Woh Lyrics – Ikka, Dino James, Badshah

Advertisement

Woh Song details :

Song : Woh
Singers : Ikka, Dino James, Badshah
Music Directors : Aakash
Lyricists : Ikka, Dino James, Badshah
Genres : Hip Hop
Label : Dino James

Woh Lyrics – Ikka, Dino James, Badshah

Hum toh doobe hai unki tasveeron mein
Mile sakoon nahi unke bin neendon mein
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Ab uska pata nahi dil mein joh rehta tha
Uski baaton ke afsane likhne baitha
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Hum toh doobe hai unki tasveeron mein
Mile sakoon nahi unke bin neendon mein
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Ab uska pata nahi dil mein joh rehta tha
Uski baaton ke afsane likhne baitha
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Haan maine kari yeh khata liya mera side
Ghalti chhupa ke saare black ko kiya white
Mere bina she’s dying failau main afwahein
Kafi saara kehna par pata nahi tu kahan hain

Jaise miss main karun baby you miss me kya
Mere birthday mein beta tune wish nahi kiya
Dino strong hain bata yeh tujhe kisne kahan
Khair ab toh jhelna padega pain yeh hisse ka

Kya purane apne chats ko tu karti hogi read
Kya tu type karke messages karti hogi delete
Kya tu bhi puchna chahti hain ki kaisa hain tu d
Kya tu bhi try kar rahi hain are you trying to reach

Tere khyaal mein nahi hoon par tu khyaal rakhna
D saath mein nahi thoda malal rakhna
Joh bhi tha mere paas woh hua exhaust
Wapis pyar karne ki karun majaal ab na

Hum toh doobe hai unki tasveeron mein
Mile sakoon nahi unke bin neendon mein
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Khyal tera dil se mitaya nahi abhi
Tu gayi phir dil yeh lagaya nahi kabhi
Bewafa maine tujhko bhulaya nahi abhi
Pyar kiya bas tujhe ginwaya nahi kabhi

Bas ginni barsaatein aur tere diye gham
Dil maane nahi baat ke ab saath nahi hum
Bhole baba thoda karo inn kashton ko kum
Mere saath kali raat aur ek poori bottle rum

Poori raat nahi sobar daru badi pee hain
Yeh joh mohabbat khayalon mein hi jee hai
Hum toh mare jaa rahe hain milne ko
Kya tune bhi milne ki koshish kabhi ki hai

Meri yaad mein tu royi roti khayi tune nahi hain
Doston ko bola mere baare bura nahi hain
Chhod ke tu gayi par banda khada wahin hain
Ghalat bas hum woh toh ladki hai toh sahi hai

Hum toh doobe hai unki tasveeron mein
Mile sakoon nahi unke bin neendon mein
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Yeah!

Joh dikhe na woh dard nahi kya
Mahol yeh sard nahi kya
Aansun na dikhe ankhein hain kiski
Joh rota hain woh mard nahi kya

Yeh bata mujhe ke kaun nahi rota
Main hamare kamre mein nahi sota
Lightein band tv on nahi hota
Main hoon old school
Mujhse move on nahi hota

Kya jaane woh kahan gayi
Pehle bhi lade hai yeh pehli dafa nahi
Par kabhi aisi huyi woh khafa nahi
Ghalti hain meri woh bewafa nahi

Maine aisa kyon kiya
Pichhle maheene cancle har show kiya
Kal flight mein yunhi baithe baithe roh diya
Tere jaane pe pata chala maine kya kho diya

Hum toh doobe hai unki tasveeron mein
Mile sakoon nahi unke bin neendon mein
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Ab uska pata nahi dil mein jo rehta tha
Uski baaton ke afsaane likhne baitha
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Rahoon main jaise
Dooba dooba dooba sa
Suna suna suna sa
Bhula bhula bhula sa
Tere bin

Rahoon main jaise
Dooba dooba dooba sa
Suna suna suna sa
Bhula bhula bhula sa
Tere bin

Lagun main jaise
Dooba dooba dooba sa
Suna suna suna sa
Bhula bhula bhula sa
Tere bin

Rahun main jaise
Dooba dooba dooba sa
Suna suna suna sa
Bhula bhula bhula sa
Tere bin

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close