Hindi Lyrics

Saansein Dene Aana Lyrics – Raj Barman, Palak Muchhal

Advertisement

Saansein Dene Aana Details:

Song: Saansein Dene Aana
Singers:Raj Barman, Palak Muchhal
Music Directors:Chirantan Bhatt
Lyricists:Manoj Yadav
Genres:Romantic
Label:Zee Music Company

Saansein Dene Aana Lyrics -Raj Barman, Palak Muchhal

Haan marte hai tujhpe
Ab kuch aur karte nahi
Tere dil mere dil
Kasam se guzar te nahi

Kaha ho kaha ho
Kidhar ho ki sunte nahi
Ye lamhe tere
Intezar ke kadte nahi

Main aasma tera
Tu chand banke aana
In dil ki dhadkano ko
Tu saansein dene aana
Tu saansein dene aana

Aana tu aisi mohabbat le aana
Jo ab tak kisi ne na ki ho
Wo ishq lana aisa diwana bana na
Zikar jiska jannat talak ho

Jo huya na kabhi
Ab na hoga kabhi
Misaale sada jiski denge sabhi

Bas ye dua puri karne meri
Tu aaja na aaja na aaja na
Main tujhpe mar mitunga
Tu mujhpe marne aana

In dil ki dhadkano ko
Tu saansein dene aana

In dil ki dhadkano ko
Tu saansein dene aana

Main aasma tera
Tu chand banke aana
In dil ki dhadkano ko
Tu saansein dene aana

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close