Hindi Lyrics

Pyaar Mein Tere Lyrics – Shaan

Advertisement

Pyaar Mein Tere Details:

Song : Pyaar Mein Tere
Singer : Shaan
Music : Nazakat Shujat
Lyrics : Anjaan Sagri
Label : Zee Music Company

Pyaar Mein Tere Lyrics – Shaan

Pyaar mein tere aisa kiya
Jeetna jiya bas tujhko jiya
Pyaar mein tere aisa kiya
Jeetna jiya bas tujhko jiya

Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata
Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata
Yeh meri zindagi
Ab tera ishq hai

Pyaar mein tere aisa kiya
Jeetna jiya bas tujhko jiya
Pyaar mein tere aisa kiya
Jeetna jiya bas tujhko jiya

Tu hi toh yaara mera naseeb hai
Sabse hi jyada tu mere kareeb hai
Tu hi toh yaara mera naseeb hai
Sabse hi jyada tu mere kareeb hai

Saanson ka meri ab tu zikr hai
Har pal mujhko yaara teri fikar hai

Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata
Yeh meri zindagi
Ab tera ishq hai
Pyaar mein tere aisa kiya
Jeetna jiya bas tujhko jiya

Chahat se teri
Samana hai khudko
Tere jahan mein
Utara hai khudko

Chahat se teri
Samana hai khudko
Tere jahan mein
Utara hai khudko

Tujhpe hi toh hai
Thehri yeh meri nazar
Hai tere ishq ka
Mujhpe gehra aasar

Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata
Yeh meri zindagi
Ab tera ishq hai

Pyaar mein tere aisa kiya
Jeetna jiya bas tujhko jiya
Pyaar mein tere aisa kiya
Jeetna jiya bas tujhko jiya

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close