Punjabi Lyrics

Pehli Baarish Mein Lyrics – Asim Riaz

Advertisement

Pehli Baarish Mein Details:

Song : Pehli Baarish Mein
Singer : Sumit Bhalla, Anita Bhatt
Music : Bhanu Pandit
Lyrics : Bhanu Pandit, Mukesh Mishra
Label : Aatma Music

Pehli Baarish Mein Lyrics – Asim Riaz

Jitne bhi ye baadal hain
Lagta hai sab pagal hain

Jitne bhi ye baadal hain
Lagta hai sab pagal hain
Barsatein hain yaad teri
Aur tanhayi ka pal hai

Betab dil hai sang tere
Bheegne ki khaahish mein

Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein

Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein

Kabhi khatm na hone waali
Kuch baatein karni hain
Boli to dil ki hai par
Ankhon se kehni hai

Kabhi khatm na hone waali
Kuch baatein karni hain
Boli to dil ki hai par
Ankhon se kehni hai

Leke aayi hawaaye
Mujh tak teri ye fariyad
Maine bhi mohabbat bheji hai
Baadlon ke hath

Jodi hai apni aarzu
Teri farmayish mein

Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein

Dooriyan sab mita ke
Tu oh jana aa jana
Mausam ka bhi mijaaz
Ye kehta hai ho

Dhundta dil ye mera
Tujhko hoke deewana
Bas tere intzaar mein
Rehta hai ho

Aane laga hai dil teri
Aankhon ki sazish mein

Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein

Aaja aaja milne
Pehli baarish mein
Aaja aaja milne
Pehli baarish mein

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close