Hindi Lyrics

O Sajna Lyrics – Neha Kakkar

Advertisement

O Sajna Details:

Song : O Sajna
Singers: Neha Kakkar
Music Directors: Tanishk Bagchi
Lyricists: Jaani
Genres: Dance
Song Starring: Neha Kakkar, Priyank Sharma, Dhanashree Verma
Label: T-Series

O Sajna Lyrics – Neha Kakkar

ere bina ye badal haaye
Ho gaye hain paagal haaye
Bijliya gere hain

Tum pata nahi ab kiske ho
Rabb hi jaane jiske ho
Par hum toh tere hain

Kuchh kar tu mere liye
Maine toh tere liye
Maine toh abb tak yaara
Shaadi na karvai

Maine hahaha oh maine
Maine payal hain chhankai
Ab to aaja tu harjai

Maine payal hain chhankai
Ab to aaja tu harjai
Meri saanson mein tu hain basa
O sajna aaja na ab tadpa
O sajna aaja na ab tadpa

Yahi umar hoti hain pyar ki
Yahi toh hoti raatein
Karte karte mar na jaayein
Tasveer teri se baatein
Ho oh oh ho oh oh

Yahi umar hoti hain pyar ki
Yahi toh hoti raatein
Karte karte mar na jaayein
Tasveer teri se baatein

Mujhe yeh parson aaya sapna
Phir neend na aayi
Titli thi koyi tune
Tere honthon se lagai

Maine payal hain chhankai
Maine payal hain chhankai
Ab toh aaja tu harjai
Maine payal hain chhankai
Ab tog aaja tu harjai

Meri saanson mein tu hain basa
O sajna aaja na ab tadpa
O sajna aaja na ab tadpa

Ho hansna chhod denge
Choodiyan tod denge
Nishaani mod denge o sajna

Nain na so rahe hain
Dupatte odh rahe hain
Haaye paagal ho rahe hain
O sajna

O jeene ke din reh gaye dhai
O jeene ke din reh gaye dhai
Ab toh aaja tu harjai
Jeene ke din reh gaye dhai
Ab toh aaja tu harjai

Meri saanson mein tu hain basa
O sajna aaja na ab tadpa
O sajna aaja na ab tadpa

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close