Hindi Lyrics

Ik Tu Hai Lyrics – Attack , Jubin Nautiyal

Advertisement

Ik Tu Hai Details:

Album: Attack
Song Name: Ik Tu Hai
Singer: Jubin Nautiyal, Shashwat Sachdev
Composer: Shashwat Sachdev
yrics by: Kumaar

Ik Tu Hai Lyrics -Attack , Jubin Nautiyal

Tere bin iss dil ne maar jana
Itminan hai mujhe tere saath
Itminan hai mujhe tere saath

Kya karu duniya ke lafzo ka
Itminan de mujhe teri baat
Itminan de mujhe teri baat, teri baat

Ik tu hai bas tu hai mujhme
Ab main hoon kaha
Ik tu hai bas tu hai mujhme
Ab main hoon kaha

Tu mujhme reh gaya hai
Mujhme ab main hoon kaha

Tere bin iss dil ne maar jana
Itminan hai mujhe tere saath
Itminan hai mujhe tere saath

Kya karu duniya ke lafzo ka
Itminan de mujhe teri baat
Itminan de mujhe teri baat, teri baat

Main iss qadar tujhe hoon janta
Tujhe roh talak hoon pehchanta
Main iss kadar tujhe hoon janta
Tu bhi khud ko jaane naa

Ik tu hai bas tu hai mujhme
Ab main hoon kaha
Tu mujhme reh gaya hai
Mujhme

Ik tu hai bas tu hai mujhme
Ab main hoon kaha

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close