Punjabi Lyrics

Chashma Pyaar Ka Lyrics – Samar , Simar Kaur

Advertisement

Chashma Pyaar Ka song Details:

Song Name: Chashma Pyaar Ka
Singer: Samar, Simar Kaur
Composer: Grammy
Lyrics by: Samar

Chashma Pyaar Ka song Lyrics -Sukhy Maan , Punjabi Song

Saiyan ji ne mujhe bithaya back seat pe
Kamar pe teri hath lagaya back seat pe
Saiyan ji ne mujhe bithaya back seat pe
Kamar pe teri hath lagaya back seat pe

Fir dhire se, houle houle se
Chadhaya usne shisha car ka
Sheesha car ka

Tere saiyan ne lagaya tujhko
Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka
Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka

Mere saiyan ji ne lagaya mujhko
Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka

Meri taraf kyun jhankein
Aankhon me daalke aankhein
Teri taraf mai jhanku
Aankhon me daalke aankhein

Jadon bhi mai baby tenu touch karda ni
Tere hath pair kyun kaanpein
Mere chhune se laaga kyun tujhko
Jhatka taar ka, jhatka tar ka

Mere saiyan ji ne lagaya mujhko
Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka
Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka

Age teen thi meri, tune bat suni naa meri
Age teen thi teri, maine bat suni naa teri
Aaja bharlu bahon me ab kyun karni deri

Waise mitha toh laga hain tujhko
Pyar tere yar ka, pehli baar ka

Mere saiyan ji ne lagaya mujhko
Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka
Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka
Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka
Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka

Tags

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close